mai hara tha kudse tujhe pane ke liye ,
kya wo rishte itne mushkil the nibhane ke liye ,
ki tu chod aya mujhe satane ke liye,
kaisa majboor ishq tera jo sirf tha jtane ke liye.....
bebas mujhe kar gya wo chod kr ,
tanha rataon m soya krta tha uski yadon ko oodh kr ,
wo kbhi na mila mujhe us mod pr ,
jha gya tha wo mera dil tod kr.....
waqt bdla pr mai badl na paya ,
hadbrata sa mai sambhal na paya,
mai karu toh kru kya samjh na paya ,
mai tuta sa tara har rishte se gabhraya ......
usse mana ab mera naam bhi yad nhi ,
pr mujhe usse ab koi faryad nhi,
mohabat h jo usse uska koi hisab nhi ,
mast maula sa tha mai ab ek band adhuri kitab hi shi......
Comments
Post a Comment